Posts

चाँद की तरह तुम भी ना कभी ठहरो पूरी रात सनम, बिन तुम्हारे लगती है ये रात,अधूरी रात सनम। इतनी भी क्या नाराज़गी हुई, गुस्सा छोड़ो भी कभी अनजाने में ही करलो थोड़ी हमसे बात सनम जमीं से फलकं तक, तुम्हे लेकर जाना है कभी ख्वाबों में ही सही, कर लो हमसे मुलाकात सनम हिज्र का मंजर दे दो या गम से भरा सागर दे दो, मै मरते दम तक चाहूंगी, बस तुम्हारा फरहात सनम। एक भी कांटे दिख जाये गर राहों में तुम्हारी कदमों के नीचे मै तेरे रख दुंगी अपने हाथ सनम मोहब्बत के सिवा कभी कुछ मांगा नहीं मैंने काश तुमने भी दिया होता मेरा ऐसे साथ सनम जिसके नाम के साथ कभी मशहूर हुआ करते थे तुम उसी को आज क्यों बता दिया तुमने ऐसे अज्ञात सनम यु किसी हस्ते हुए को रुलाने का हुनर अच्छा है सब खुश है, मुझको भी पढ़ा दो ये पाठ  सनम तन्हाई का वो  कैसा  हुआ  करता  था  आलम सुनकर तुम बिखर जाओगे, मेरे हालात  सनम एक  रोज़  तुम  भी  कभी,  तन्हा  बैठो  जाना निक्की  पे  गुज़री, बतायेंगी यादो की बारात सनम
ऐसा क्या हुआ हमसे बिछड़ के की तुम अपनी हंसी भूल गए बेदीली मेरी नहीं थी,फिर क्यों अपनी खुशी भूल गए परायों को तो क्या खूब याद रखा है तुमने जो अपने थे,यार तुम वही भूल गए अरसे हो गए दीदार ए हुस्न किए तेरे शहर में तो हो पर क्या मेरी गली भूल गए  अब तुझ से ज्यादा मोहब्बत वापस तुझ से भी नहीं होगी  पर तुम उस रकीब के आते ही मेरी कमी भूल गए और क्या कहते थे,की इश्क़ ईमान से बंधा होता है ऐसे रुख मोड़ा तुमने,लगा तुम अपनी ज़मीर भूल गए  कभी मेरी हथेलियों को मिलाते थे अपनी हथेली से शायद अब मेरे साथ लिखी वो तकदीर भूल गए और पहले तो पाकिस्तान से लड़ लिया करते थे हमसे ऐसा क्या हो गया कि तुम अपनी कश्मीर भूल गए तेरी याद आज भी मुझे रात में घंटों जगाती है पर कोई पूछे तो के दुंगी, यार हीं भूल गए

Kalyug ki Draputi...

Kalyug ki draupadi Ummedein tum kyu laga rhi ho,In bike hue akhbaaro se Nyay ki na aas rkho ab,in Giri hui sarkaro se Is mehfil me  tera behta aansu sbko aur hasayega Suno Draupadi .....khud se ladna Tumhe bachane koi Krishna na aayega Insaan haivan Bana pada hai...kuch aise manjar bikhra hai Paap..punya me Badal Raha hai.....kuch din Aisa bhi nikhra haii Jo khud bemaut mara hai,,,,vo kya Teri Jaan bachayega Suno Draupadi....khud se ladna Tumhe bachane is Kalyug me koi Krishna na aayega Ram,Krishna sb isi desh ke ,is baat pe Shaq ab hota hai Sadhu ke rup pe daanav hai ab,,koi farq na hota hai Jo khud ke liye maun pada hai....vo kya Teri awaaz uthayega Suno draupadi khud se ladna Tumhe bachane ...koi krishna na aayega Roshni to ab mit si gyi hai....subah bhi andhere me Khul rha hai Zeher paap ka man me sbke...kuch rakt sa yu ghul Raha hai Jo Besharam yaha baitha hai....vo kya Teri aabru bachayega Suno draupadi...khud se ladna Tum...

My parting grandma

Title:my parting grandmaa... Meri zindgi me bahar ki tarah aayi aap aur... badal jaise chli gyi aap... phulon ki tarah khushboo bikheri aur... Patton ki tarah hariyali laayi aap... kaanton ki tarah raksha ki Meri aur... kb b patjhad naa laayi aap... nishabd prem ki Sagar me dubo ker beech majhdhaar me chhod gyi aap... pta nhi maa ki mamta Kya hoti... per aapne daaman Jo pkda Mera to smajh aaya...  kitni udaar Hain aap... sbki thukrahat me bhi... aapne saath Jo diya Mera... Sach kahu to Meri dhadkan Hain aap... Mai soch bhi nhi skti khud ko aapke bina.. aakhir jo Meri phli pyar Hain aap... aapke na hone me bhi ek hona hai... naa dikhne me bhi ek darshan hai... aakhir Jo bol ke gyi "Nicky Meri jaan hai" aap... maanti hu sab bhare Hain is duniya me... pr Meri to duniya hi thi aap... wo raatein... taaron ki tim-timahat... me kb dhundti hu... pr Dil se aati hai aawaz... Nicky seene me to dekh... ek- ek raqt ki bund me Hain aap...

Tera Ehsas...

Title: yun raaton ko Tera mere sapno me aana... phir dheere se Tera yu mushkura ke mujhe jagana... phir taaron ki thandi chaav me shair kerana... chaand se yu chhup- chhup ke baatein kerna... phir Tera yu chhod ke Jana... Mera, hawaon se Tera pta puchhna... ghaashon me Tere pairon ke nishan dhundhna... .... phir khud ko akela pana....                                 🙁           -@nikita     (a name indeed)

Tum...

Title:Tum... kitabon ke kuchh uljhe sawalon se lgte ho tum... panne palto to shabd jaise lgte ho tum... logon ki bhari mehifil me bhi khamoshi jaise lgte ho tum... ragishtaan me miraaz ke nazare jaise lgte ho tum... Andheri raat me chamakte taare jaise lgte ho tum... mujhe nhi pta exactly kaise lgte ho tum... pr Maine jb khud se puchha to saanse ruk gyi ab ye khud hi decide kro kaise lgte ho tum...                                   🤔                   -@nikita...              (a name indeed)
Title: ek aur kli murjha gyi... Teri yaadon me aashoon ki barsaat aagyi... reshmi julfon pe dhool aagyi... haste  chehre pr ek udasi aagyi... ek aur kli murjha gyi... khilte gulabon me murjhahat aagyi... peele phulon me narmahat aagyi... nikle hue Chand me andhiyari aagyi... sitaron me b khuddari aagyi... ek aur kli murjha gyi... Teri baaton me kadwaahat aagyi... khile labon pe ek aahat aagyi... badhte hue hathon me rukawat aagyi... chlte hue pairon me thakawat aagyi... ek aur kli murjha gyi... ughte hue Suraj me laali aagyi... band pannon me Teri yaadein aagyi... lah-lahate kheton me hariyali aagyi... udte chidion me chah-chahat dekh pyare... ek baar phir Teri pyar ki barsaat aagyi... aur...ek aur kli khilte-khilte hue murjha gyi...                                                             -@...nikita ...