My parting grandma
Title:my parting grandmaa...
Meri zindgi me bahar ki tarah aayi aap aur...
badal jaise chli gyi aap...
phulon ki tarah khushboo bikheri aur...
Patton ki tarah hariyali laayi aap...
kaanton ki tarah raksha ki Meri aur...
kb b patjhad naa laayi aap...
nishabd prem ki Sagar me dubo ker
beech majhdhaar me chhod gyi aap...
pta nhi maa ki mamta Kya hoti...
per aapne daaman Jo pkda Mera to
smajh aaya...
kitni udaar Hain aap...
sbki thukrahat me bhi...
aapne saath Jo diya Mera...
Sach kahu to Meri dhadkan Hain aap...
Mai soch bhi nhi skti khud ko aapke bina..
aakhir jo Meri phli pyar Hain aap...
aapke na hone me bhi ek hona hai...
naa dikhne me bhi ek darshan hai...
aakhir Jo bol ke gyi "Nicky Meri jaan hai" aap...
maanti hu sab bhare Hain is duniya me...
pr Meri to duniya hi thi aap...
wo raatein...
taaron ki tim-timahat...
me kb dhundti hu...
pr Dil se aati hai aawaz...
Nicky seene me to dekh...
ek- ek raqt ki bund me Hain aap...
Meri zindgi me bahar ki tarah aayi aap aur...
badal jaise chli gyi aap...
phulon ki tarah khushboo bikheri aur...
Patton ki tarah hariyali laayi aap...
kaanton ki tarah raksha ki Meri aur...
kb b patjhad naa laayi aap...
nishabd prem ki Sagar me dubo ker
beech majhdhaar me chhod gyi aap...
pta nhi maa ki mamta Kya hoti...
per aapne daaman Jo pkda Mera to
smajh aaya...
kitni udaar Hain aap...
sbki thukrahat me bhi...
aapne saath Jo diya Mera...
Sach kahu to Meri dhadkan Hain aap...
Mai soch bhi nhi skti khud ko aapke bina..
aakhir jo Meri phli pyar Hain aap...
aapke na hone me bhi ek hona hai...
naa dikhne me bhi ek darshan hai...
aakhir Jo bol ke gyi "Nicky Meri jaan hai" aap...
maanti hu sab bhare Hain is duniya me...
pr Meri to duniya hi thi aap...
wo raatein...
taaron ki tim-timahat...
me kb dhundti hu...
pr Dil se aati hai aawaz...
Nicky seene me to dekh...
ek- ek raqt ki bund me Hain aap...
Comments
Post a Comment